Javed Akhtar@68: The man behind soulful lyrics
Javed Akhtar@68: The man behind soulful lyrics
Javed Akhtar writes songs in a language that makes sense to the younger generation due to its simplicity.

New Delhi: Very few Bollywood people are as versatile as Javed Akhtar. The hugely acclaimed screenwriter turned lyricist with 'Duniya' in 1984. His simple, touching and soulful lyrics have started a new trend in Bollywood which changed the value of words in songs forever.

Hindi film songs came out of the grip of just rhyming words and started to describe the situation in a language that was melodies as well as meaningful.

Valentine's Day is not very far and once again the anxious hearts will take the help of Javed Akhtar's songs to convey the feelings to their beloved.

Today is Javed Akhtar's birthday and thus we have compiled the lyrics of some of his best songs.

Film: Lagaan

Song: Radha kaise na jale

Music Director: AR Rahman

Madhuban me jo kanhaiya kisee gopi se mile

kabhee muskaye, kabhee chhede, kabhee bat kare

radha kaise naa jale, radha kaise naa jale

aag tan mann me lage, (radha kaise naa jale -2)

madhuban me bhale kanha kisee gopi se mile

mann me toh radha ke hee prem ke hain phul khile

kis liye radha jale, kis liye radha jale

bina soche samjhe, (kis liye radha jale -2)

(o, gopiya tare hain, chand hai radha

phir kyun hai usako biswas aadha) - (2)

kanhaji kaa jo sada idhar udhar dhyan rahe

radha bechari ko phir apane pe kya maan rahe

gopiya aani jani hain, radha toh mann kee rani hai - (2)

sanjh sakhare jamna kinare, radha radha hee kanha pukare

oye hoye, oye hoye

baaho ke har jo dale koee kanha ke gale

radha kaise naa jale, radha kaise naa jale

aag tan mann me lage, (radha kaise naa jale -2)

mann me hai radhe ko kanha jo basaye

toh kanha kahe ko usse naa bataye

prem kee apanee alag boli, alag bhasa hai

bat nainon se ho kanha kee yahi aasa hai

kanha ke yeh jo naina hain, chhine gopiyo ke chaina hain - (2)

milee najariya hui bawariya, goree goree see koee gujariya

kanha kaa pyar kisee gopi ke mann me jo pale

kis liye radha jale, radha jale, radha jale

radha kaise naa jale, kis liye radha jale

radha kaise naa jale, (kis liye radha jale -2)

radha kaise naa jale, (kis liye radha jale -2)

aah, aah, aah, aah............

radha kaise naa jale - (3)

Film: Papa Kehte Hain

Song: Ghar se nikalte hi

Music Director: Rajesh Roshan

Ghar Se Nikalte Hi, Kuch Door Chalte Hi

raste Main Hai Uska Ghar, Kal Subah Dekha To

baal Banati Vo, Khidki Main Aayi Nazar -2

ghar Se Nikalte Hi ..

masoom Chegra, Neechi Nigahain

bholi Se Ladki, Bholi Aadayan

ja Apsara Hai, Na Vo Pari Hai

lekin Yeh Uski, Jadoogari Hai

deewana Kar De Vo, Ik Rang Bhar De Vo

sharma Ke Dekhe Jidhar.

ghar Se Nikalte Hi...

karta Hoon Uske, Ghar Ke Main Phere

hansne Lage Hain, Ab Dost Mere

sach Kah Raha Hoon, Uski Ki Kasam Hai

main Phir Bhi Khush Hoon, Bus Ek Gam Hai

jisse Pyaar Karta Hoon, Main Jispe Marta Hoon

usko Nahi Hai Khabar.

ghar Se Nikalte Hi...

ladki Hai Jaise, Koi Paheli

kal Jo Mili Mujhko, Uski Saheli

maine Kaha Usko, Jake Yeh Kahna

achha Nahi Hai, Yoon Door Rahna

kal Shaam Nikle Vo, Ghar Se Tahelne Ko

milna Jo Chahe Agar.

ghar Se Nikalte Hi ...

Film: Border

Song: Sandese aate hain

Music Director: Anu Malik

Sandese aate hain, hame tadpate hain

toh chitthee aati hai, toh puchhe jati hai

ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge

likho kab aaoge, kee tum bin yeh ghar suna suna hai - (2)

kisi dilwali ne, kisi matwali ne

hame khat likkha hai, kee hamse puchha hai

kisi kee sanso ne, kisi kee dhadkan ne

kisi kee chudi ne, kisi ke kangan ne

kisi ke kajre ne, kisi ke gajre ne

mahekti subaho ne, machalti shamo, ne

akeli rato ne, adhuri bato ne

tarasti baho ne, aur puchha hai tarsi nighaho ne

ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge

likho kab aaoge, kee tum bin yeh dil suna suna hai

sandese aate hain, hame tadpate hain

toh chitthee aati hai, toh puchhe jati hai

ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge

likho kab aaoge, kee tum bin yeh ghar suna suna hai

mohabbatwalo ne, hamare yaro ne

hame yeh likkha hai, ke hamse puchha hai

hamare gao ne, aam kee chaanvo ne

purane pipal ne, baraste badal ne

khet khaliayano ne, hare maidano ne

basanti belo ne, jhumti belo ne

lachakte jhulo ne, behekte phulo ne

chatakti kaliyo ne, aur puchha hain gao kee galiyo ne

ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge

likho kab aaoge, kee tum bin gaon suna suna hai

sandese aate hain, hame tadpate hain

toh chitthee aati hai, toh puchhe jati hai

ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge

likho kab aaoge, kee tum bin yeh ghar suna suna hai

oh oh oh.............

kabhee ek mamta kee, pyar kee ganga kee

woh chitthee aati hai, sath woh lati hai

mere din bachpan ke, khel woh aangan ke

woh saya aanchal kaa, woh tika kajal kaa

woh lori rato me woh narmi hatho me

woh chahat aankho me woh chinta bato me

bigadna upar se mohabbat andar se

kare woh devi ma, yahi har khat me puchhe meree ma

ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge

likho kab aaoge, kee tum bin aangan suna suna hai

sandese aate hain, hame tadpate hain

toh chitthee aati hai, toh puchhe jati hai

ke ghar kab aaoge, ke ghar kab aaoge

likho kab aaoge, kee tum bin yeh ghar suna suna hai

oh oh ho.........

ai gujrane wali hawa bata, mera itna kam karegi kya

mere ganv jaa mere dosto mo salam de

meree ganv me hai jo woh gali, jahan rehti hai meree dilruba

use mere pyar kaa jam de - (2)

wahi thodee dur hai ghar mera, mera ghar me hai meree budhi ma

mere ma ke pairo ko chhuke, use usake bete kaa nam de

ai gujrane wali hawa jara, mere dosto, meree dilruba

meree maa ko mera paiyam de, unhe jake tu yeh paigam de

mai wapas aaunga, mai wapas aaunga

phir apne gao me, usiki chao me

kee ma ke aanchal se, ganv ke pipal se

kisike kajal se, kiya jo wada tha woh nibhaunga

mai ek din aaoonga - (8)

Film: Refugee

Song: Panchi nadiya

Music Director: Anu Malik

Uparwaale ne apne mohabbat ke sadke mein

hum sab ke liye yeh dharati banaayi thi

par mohabbat ke dushmano ne, isapar lakeere khichkar sarhade bana di

main jaanata hoon, woh log tumhe iss paar nahi aane denge

magar yeh pawan jo tumhaare yaha se hokar aayi hai

tumhe chhukar aayi hogi

main ise saans banaakar apne sine mein bhar lunga

yeh nadiya jispar jhukkar tum paani kiya karte ho

main isake paani se apne pyaase honto ko bhigon lungi

samjhungi tumhaare honton ko chhu liya

panchhi nadiya pawan ke jhonke, koi sarhad na inhe roke - (2)

sarhad insano ke liye hain, socho tumne aur maine kya paya insan hoke

panchhi nadiya pawan ke jhonke, koi sarhad na inhe roke

sarhad insano ke liye hain, socho tumne aur maine kya paya insan hoke

jo hum dono panchchhi hote, tairte hum is neel gagan mein pankh pasare

saari dharti apni hoti, apne hote saare najare

khuli fizao mein udate -2 apane dilo mein hum saara pyar samaake

panchhi nadiya pawan ke jhonke, koi sarhad na inhe roke

sarhad insano ke liye hain, socho tumne aur maine kya paya insan hoke

jo main hoti nadiya aur tum pawan ke jhonke to kya hota - (2)

pawan ke jhonke nadi ke tan ko jab chhute hain - (2)

lehare hi lehare banti hain, hum dono jo milte to kuch aisa hota

sab kehte ye lehar lehar jaha bhi jaaye inko na koi toke

panchhi nadiya pawan ke jhonke, koi sarhad na inhe roke

sarhad insano ke liye hain, socho tumne aur maine kya paya insan hoke

panchhi nadiya pawan ke jhonke, koi sarhad na inhe roke...

Film: Kal Ho Naa Ho

Song: Kal Ho Naa Ho

Music Director: Shankar-Ehsaan-Loy

Har ghadee badal rahee hai rup jindagee

chhanv hai kahee, kahee hai dhup jindagee

har pal yaha jee bhar jiyo, jo hai sama kal ho naa ho) - (2)

chahe jo tumhe pure dil se, milata hai woh mushkil se

aisa jo koyee kahee hai, bas vahee sabse hasin hai

uss hath ko tum tham lo, woh meherban kal ho naa ho

har pal yaha jee bhar jiyo, jo hai sama kal ho naa ho

palko ke leke saye, paas koyee jo aaye

lakh sambhalo pagal dil ko, dil dhadke hee jaye

par soch lo iss pal hai jo, woh dastaan kal ho naa ho

har pal yaha jee bhar jiyo, jo hai sama kal ho naa ho - (2)

####

What's your reaction?

Comments

https://ugara.net/assets/images/user-avatar-s.jpg

0 comment

Write the first comment for this!